20-06-2024


So today subh ke sayad 7 baj kar 8 minute ho rahe hai...  bas apni attit me ki gaye galtiyo ko apne aj me na karu..... issi baat ko lekar dara hu.... galtiya to ek insaan ko usse unki zindgi me aage badhane me maadad karti hai.....

meri bhi bhout galtiya hai.... agar mai meri galtiya nahi hoti ..... to sayad mai or family abhi jis stage pe hai.... isse hamlog bhout aage bhadh gaye hote hain

* Lekin in sab ke baabjud sikhne ki under se dedication khatam nahi huye ] 3 sal kaise nikal gaye pata bhi nahi chala... mai 3 sal pahale jaha tha..... aj bhi ohi hu... jimedaar mai khud hu... samjh thi par samjhdaar hone me wkt lag gaya.....


* or 2024 ke suru hone se pahale kuch karne ko socha tha.... aj wkt se 6 mahine gujaar gaye or jaise 3 saal bitaa na aise hi 6 mahine kaise beete pata taak nahi chala.....

* Samay bhout kab kaha se kise kaha lekar chala jaye pata hi nahi chalta hain.....  meri journy me sab kuch tha.... passion tha, dedication tha, par samay ko kaha or kaise istemal kare yeh samjh nahi thi.....  


* Ab Koe Sikayate Nahi hai.... kyuki ab yeh wkt hai jab khud ko taiyaar karu.... isliye nahi ki mujhe paise kamane hain.... ya isliye bhi nahi mujhe kisi se aage niklna hain.... bas isliye ki mere kabiliyaat ko proved karna hain.......  mujhe samaj me log kya kahenge yeh daar nahi hain

*Meri ajjadi maayani rakhti hain.... kisi ka adhin nahi hona chahta ya kisi ko mai apne adhin nahi bana chahta....  

*mujhe meri azadi chahiye or iske liye kimmat jo bhi....  tyag karna jo bhi oh.. kal ko mai yeh sukun se kah saku..... meri success meri ajadi hain... 

* To taiyaar hu larne ko apne azadi ke liye khud ko upgrade karne ke liye or apne purane mental state ko chorne ke liye....  


* i accept ki mujhe har choti cheej chorni hogi 10 ghante sona ....  3 ghante reels dekhna it's .... to mujhe ap apne hisse ki mehnat karna.... kyuki samaay ka zikkr kiya na mera har focus khud ke samay pe hoga....

* aj se mai apne samay ko ek currency ki trah use karunga... that's a my promise 

  *aj ka mera goal hain.....

1* pronoun by dear sir

2* 2 unit for media ethics 

3* 1 unit for television production 2

4* public speaking pratices











टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट